kya kehte hain aaj kal ke shayar?
kyun kehte hain mujh jaise logon ko kayar?
kyun dekhun mai is sundar ped ko?
kya hai iski chaaon mein?
yeh jheel nahi mere kaam ki
kyu baithun mai phir nao mai?
kyun samjhun mai us maangne waale ke dard ko?
kyun suno jo kehta hai yeh hava ka jhoka?
kyun mai ruko gaur farmaane us baadal pe?
jo lagta hai jaana pehchana.
aisa kya hai in cheezon mein?
kyun zaaya karu mai apna waqt inpe?
jab bharte nahi yeh mera pet.
aisa kya hai us nanhi hasi mein?
hai woh kaunsa pal?
jisme duniya bhar ki khushiyan hum lete hai samet?
upar waale pe hai bharosa
yeh gutthi zaroor suljhegi,
jis duniya ne mujhe daud mein lagaya,
aaj wahi mujhe rukne ko keh rahi hai?